Sunday, June 12, 2011

Rare Pictures of Rozza Mubarak Madina





Saturday, June 11, 2011

Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi (by Qari Waheed Zaffar Qasimi)

FREE DOWNLOAD THIS NAAT IN MP3

Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi,
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi,

Aap Shah-e-Umang, Aap Khairulwara
Aap Sartaj-e-Peghambran-e-Khuda.
Aap k dono Aalam Jalwa gari,,,

Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi,
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi,

Aap khalaq-e-Aalam k hen Tarjuman
Aap Arsh-e-Ilahi k hen Razidan
Aap Ghar-e-Hira k haseen Roshinee


Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi,
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi,

Khatamul Mursaleen-e-Jahan Aap hen
Bais-e-Azmat-e-Kunfaka Aap hen
Farsh se Arsh talk Bartari Aap k


Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi,
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi,

Aap Quran lay Habib-e-Khuda
hy Laqab aap ka Khatamul Ambiya
Aap se Ihl-e-Haq ko mile Aagahi


Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi,
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi,

Aarzo per karam ho Shah-e-Hashimi,
Waqf-e-Ranjo alam jis k he Zindegi
Bax do is ko deedar k roshni,,,


Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi,
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi,

Friday, June 10, 2011

Mery Wird-e-Lab hen Nabi Nabi

FREE DOWNLOAD THIS NAAT IN MP3
Mery Wird-e-Lab hen Nabi Nabi, Mera Dil Maqam-e-Habib Hy.
Men Mareez-e-Ishq-e-Rasool Hon, Wo Habib mera Tabib hy.

Mera us gali sy hy rabita, Jahan Ser Jhukaty hen Ambiya
Jahan Rehmaton ka  Nizool hy, wo jo Arsh-e-Haq k Qareeb hy 

Mery Wird-e-Lab hen Nabi Nabi

 Men Bara Ameer-o-Kabeer hon, Shah-e-Do Jahan ka Aseer hon
Dar-e-Mustafa ka Faqeer hon, Mera Rifaton men Naseeb hy

Mery Wird-e-Lab hen Nabi Nabi

Men Gham-o-Alam men hon Mubitala, Koe Kiya kary ga meri Dawa
Mera do Jahan men Tery siwa Shah or kon Tabib hy

Mery Wird-e-Lab hen Nabi Nabi

Wo bhi khob Din thy Mala eka, Mery Saminy thy jo ser niko
wo mera Uroj-e-Kamal tha ye Zawal kitna Ajeeb hy

Men Mareez-e-Ishq-e-Rasool Hon, Wo Habib mera Tabib hy

Tuesday, June 7, 2011

Fasilon ko Takalluf hy hum se ager

FREE DONLOAD THIS NAAT IN MP3
Fasilon ko Takaluf hy hum se ager,
Hum bhi be bus nahi be sahara hahi,,
 Khud unhi ko pukaren ge hum door sy,
Rasty men ager paon thak jaen gy.

Hum Madeny men tanha Nikal jaen gy

 Or galiyon men qasden Nikal jaen gy
 Hum wahan ja k wapis nahe aayen gy
Dhondty Dhondty Log thak jaen gy
jesy he Sabz-e-Gumbaz Nazer Aay ga
Bandegi ka kareena Badal Jayga
Ser jhukany k fursat mily ge kesy
Khud he Palkon sy sajdy tapak jaen ge
Nam-e-Aaqa jahn bhi liya jaye ga
Ziker un ka jahan bhi kiya jaye ga
Noor he Noor seenon men Bher Jay ga
Sari mehfil men jalwy lapak jaen gy
A Madeny k sail Khuda k leay
Dastany safer mujh ko youn mat suna
Bat barh jay ge Dil tarap jay ga
Mery Muhtat aanson chalak jaen ge
Un ke chashm-e-Karam wo hy us k khaber
Is Musafir ko hy kitna shoke Safar
Hum ko iqbal jab bhi ijazat mile
Hum bhi Aaq k Derbar talk jaen gy


Fasilon ko Takaluf hy hum se ager,
Hum bhi be bus nahi be sahara hahi,,
 Khud unhi ko pukaren ge hum door sy,
Rasty men ager paon thak jaen gy.

Sunday, June 5, 2011

Woh Nabiyon men Rehmat Laqab Pany wala


FREE DOWNLOAD THIS NAAT IN MP3

Wo Nabiyon men Rehmat Laqab Pany wala
Use sy hy Islam ka Bol Bala.

Wo Ser Chashm-e-Noor-e-Fatih-o-Mubeen hy
Wohi Mashal-e-Rah Azmo Yaqeen hy
Wohi sy hy hamary dilon men ujala.
Use sy hy Islam ka Bol Bala.

Wo Nabiyon men Rehmat Laqab Pany wala
Use sy hy Islam ka Bol Bala.

Use k ye hum per hen ihsan sary
Qadam manzilen Dhondte hen hamary
Use ne Andheron se hum ko nikala


Wo Nabiyon men Rehmat Laqab Pany wala
Use sy hy Islam ka Bol Bala.

Sahara diya us k Naksh-e-Kadam ny
Use k tawajo use ke karam ny
Zamane k Girty huwo ko sambhala


Wo Nabiyon men Rehmat Laqab Pany wala
Use sy hy Islam ka Bol Bala.

Use k Muhabat hy Eeman Qamil
Use se milla hum ko Irfan-e-Manzil
Use ny hamen jay Haq men hy dala

Wo Nabiyon men Rehmat Laqab Pany wala
Use sy hy Islam ka Bol Bala.

Past time and old days pictures of Makkah

Old days Pictures of Makkah 

Saturday, June 4, 2011

Rehmat Baras Rahi hy Muhammad k Shaher men

                                              FREE DOWNLOAD THIS NAAT IN MP3

Rehmat Baras Rahi hy Muhammad k Shehar men,
Her shy men Tazigi hy Muhammad k Shehar men.

Her aik Bher raha hy Yahan daman-e-Murad
Makhlooq aa rahi hy Muhammad k Shehar men.

Aaty hen Bakhshwani Gunahon ko Gunah Gar 
Qismat Badal rahi hy Muhammad k Shehar men.

Aesa Laga k Saminy Khud Aa Gay Huzoor
Ik naat jab Parhi hy Muhammad k Shehar men.

Dolat Sukoon k her jagga Hum dhoondty rahy
Aakhir ye mil gaey hy Muhammad k Shehar men.

Rukh her Basher hu so-a Madina kea huway
Duniya sama gaee hy Muhammad k Shehar men

Roshan hy jin k Noor sy Donoo Jahan Riyaz,
Asee Shamma Jali hy Muhammad k Shehar men. 

Thursday, June 2, 2011

Soey Taiba jane walo



                                       FREE DOWNLAD THIS NAT IN MP3

Soye Taiba jany walo, Mujhy chor k na jana,
Meri Ankhon ko dikha do, Shah-e-Tee ka Aastana,,

Hy wo Jaliyan Sunehri, Meri Hasratoon ka Mehwar,
Wo Sambhala Mujh ko de k, Jo hy khas Mery Rahber
Mujhu Pahunch ker Madiny, Nahi Lot ker hy aana,,

Soye Taiba jany walo, Mujhy chor k na jana,

Meri Ankhon ko dikha do, Shah-e-Tee ka Aastana,,

Men Tarap raha hon tanha, Meri Bebasi to dekho
Men aseer-e-ranj-o-gham hon, Meri be Kali to dekho
Zara Roza-e-Nabi ka, Mujhy Rasita Dikhana,,

Soye Taiba jany walo, Mujhy chor k na jana,

Meri Ankhon ko dikha do, Shah-e-Tee ka Aastana,,

Dar-e-Mustafa py Meri, jab Haziri Lagy gi,
Mujhy dil karam sy un sy Naee Zindagi Miley Gee,
Mery Lab py rat din hy Shah-e-Bat Akha ka Tarana,,

Soye Taiba jany walo, Mujhy chor k na jana,

Meri Ankhon ko dikha do, Shah-e-Tee ka Aastana,,

Koe Kal ka aik pal ka, nahi kuch bhi hy  Bharosa
Mujhy hum Safar Banao kaheen reh na joan Piyasa,
Dar-e-Mustafa hy Ishrat, Mera Aakhiree Hy Thikana,,

Soye Taiba jany walo, Mujhy chor k na jana,

Meri Ankhon ko dikha do, Shah-e-Tee ka Aastana,,